SEARCH RESULTS
Showing search results for "guncha"
Nazm MATCHES FOR "guncha"
Nazm
jawab-e-shikwa
dekh kar ra.ng-e-chaman ho na pareshaa.n maalii
Kaukab-e-Guncha se shaaKHe.n hai.n chamakne vaalii
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
phuulo.n ke gu.ndhe haar ab ki nahii.n
aur shauq se TuuTe pa.Dte hai.n
Akhtar Shirani
Nazm
nura
vo firdaus-e-maryam kaa ik Guncha-e-tar
vo tasliis kii duKHtar-e-nek-aKHtar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
meri pahli nazm
ko.ii Guncha dil me.n khiltaa hai
tho.Daa saa sukuu.n jab miltaa hai
Anwar Masood
Nazm
bint-e-hawwa
Guncha-o-gul se bhii kab chaahiye tashbiih mujhe
husn-e-siirat se mire diijiye tarjiih mujhe
Hina Rizvi
Nazm
nala-e-firaq
abr-e-rahmat daaman-az-gulzaar-e-man barchiid-o-raft
a.ndkai bar-Guncha haa.e aarzuu baariid-o-raft
Allama Iqbal
Nazm
KHatun-e-mashriq
Guncha-e-dil mard kaa roz-e-azal jab khul chukaa
jis qadar taqdiir me.n likkhaa hu.aa thaa mil chukaa
Josh Malihabadi
Nazm
goristan-e-shahi
mahv-e-ziinat hai sanobar juu.ebaar-e-aa.iina hai
Guncha-e-gul ke liye baad-e-bahaar-e-aa.iina hai
Allama Iqbal
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
abhii abhii ko.ii guzraa hai gul-badan goyaa
kahii.n qariib se, gesuu-ba-dosh, Guncha-ba-dast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum
barg-o-KHas kii taab-o-majaal kyaa hai
numu-e-Guncha me.n us kaa apnaa kamaal kyaa hai
Zia Jalandhari
Nazm
aurat ki taKHliq
Guncha-o-gul kii nik.hat churaa.ii ga.ii
bijliyo.n kii haraarat churaa.ii ga.ii