SEARCH RESULTS
Showing search results for "guzasht"
Ghazal MATCHES FOR "guzasht"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
sham-e-aKHiir-e-shab huu.n san sar-guzasht merii
phir sub.h hote tak to qissa hii muKHtasar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye sar-guzasht merii afsaana jo hu.ii hai
mazkuur us kaa us ke kuuche me.n jaa-ba-jaa thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
likhnaa hai sar-guzasht qalam naaz se uThaa
har nuqta-e-hayaat ko aaGaaz se uThaa
Jameel Azimabadi
Ghazal
apnii bhii sar-guzasht hai ik-tarfa daastaa.n
barso.n suno to nisf ye qissa bayaa.n na ho
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
haasil us zikr-e-taGaaful se guzasht aa.nche guzasht
faa.eda fitna-e-KHufta ko jagaanaa shab-e-vasl
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
ha.ngaama-e-shabaab kii po.nchho na sar-guzasht
apne chaman ko luuT liyaa KHud bahaar ne
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
guzasht-gaan-e-tamanna ke zaKHm dekh aa.e
hamaare ahd kaa insaan bhii to dekhnaa thaa
Moid Rasheedi
Ghazal
but-e-tarraar se jab shikva-e-bedaad kartaa huu.n
sunaataa hai vo zaalim sar-guzasht-e-kohkan mujh ko
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
rasiida buud bulaa.e vale ba-KHair guzasht
tumhaarii zulf se KHaatir ko pech-o-taab nahii.n
Nasim Maysori
Ghazal
raft-o-guzasht bhii hu.aa vahshat kaa valvala
sozan baraa.e-chaak-e-garebaa.n KHariidiye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Parwez Rahmani
Ghazal
tamaam ilm ziist kaa guzishtagaa.n se hii hu.aa
amal guzishta daur kaa misaal me.n milaa mujhe