SEARCH RESULTS
Showing search results for "haa.o"
Ghazal MATCHES FOR "haa.o"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
yahaa.n vo kaun hai jo intiKHaab-e-Gam pe qaadir ho
jo mil jaa.e vahii Gam dosto.n kaa mudda.aa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
masarrat aah tuu bastii hai kin sitaaro.n me.n
zamii.n pe umr hu.ii terii justujuu karte
Akhtar Shirani
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
sahraa-e-karbalaa-e-rah-e-aashiqaa.n ke biich
KHushbuu sii phuuTtii hai yahaa.n ham-rahaa.n ke biich
Atif tauqeer
Ghazal
kis or le chalii hai havaa-e-numuu mujhe
miltaa hai gaam-gaam ik aashufta-rau mujhe