SEARCH RESULTS
Showing search results for "haft"
Ghazal MATCHES FOR "haft"
Ghazal
sad-yaad-e-yaad 'jaun' vo ha.ngaam-e-dil ki jab
ham ek gaam ke na the par haft-KHvaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii kabhii to isii ek musht-e-KHaak ke gird
tavaaf karte hu.e haft aasmaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
haft aflaak hai.n lekin nahii.n khultaa ye hijaab
kaun saa dushman-e-ushshaaq hai.n in saato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
kivaa.Do.n par likhii abjad gavaahii detii hai
vo haft-ra.ngii kahii.n chaak Dhuu.nDhtaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
haft-KHvaa.n jis ne kiye tai sar-e-raah-e-tasliim
TuuT jaatii hai vo himmat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
miTTii thaa mai.n KHamiir tire naaz se uThaa
phir haft-aasmaa.n mirii parvaaz se uThaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
bistar par maujuud rahe aur sair-e-haft-aflaak
aisii kisii par rahmat kii barsaat nahii.n dekhii
Obaidullah Aleem
Ghazal
buto KHudaa ne kahaa fis-samaa-e-rizqokum aap
milaa hai mujh ko ye haft aasiyaa se daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
laraz ke TuuT ga.ii.n haft-ra.ng diivaare.n
havaa chalii to rihaa.ii milii asiiro.n ko
Adil Mansuri
Ghazal
bas ek buu.nd ke girte hii ho gayaa aazaad
vo haft-ra.ng ujaalaa jo mujh hubaab me.n thaa
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
chaahe hai aaj huu.n mai.n haft-aasmaa.n ke uupar
dil ke mizaaj me.n bhii kitnii shitaabiyaa.n hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
zamiin-e-ta.ng se haft aasmaa.n kii vus'at tak
mai.n Dhuu.nDh laa.uu.ngaa tujh ko kahii.n se guzregaa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
ye ajiib maajraa hai ki KHadyau-e-haft-qulzuum
taraf-e-saraab dau.De pai-e-qismat-aazmaa.ii
Josh Malihabadi
Ghazal
uzlat se nikal shaiKH ki tere liye tayaar
ko.ii haft-gazii meKH ko.ii dah-vajabii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa kuchh na kar dikhaa.uu.n par ik din ke vaaste
miltaa bhii ham ko mansab-e-haft-aasmaa.n nahii.n