SEARCH RESULTS
Showing search results for "haft"
Nazm MATCHES FOR "haft"
Nazm
aazadi
ye mahr-o-maah ye taare ye baam haft-aflaak
bahut buland hai in se maqaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
auj-e-baKHt-e-mulaaqii un kaa
charKH-e-haft-tabaaaqii un kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
aawaz ke sae
vo haft-aflaak kii dhun me.n havaa ke dosh par raqsaa.n
lagan me.n faash karne kii
Qamar Jahan Naseer
Nazm
wo aalam KHwab ka tha
tilism-o-haft-KHvaa.n aa.e
tab us shahr-e-buland-o-baala-o-pur-kaif me.n pahu.nchaa
Harris Khalique
Nazm
dar-o-rasan
dimaaG bar-sar-e-haft-aasmaa.n thaa dehlii kaa
KHitaab-e-KHitta-e-hindostaa.n thaa dehlii kaa
Mohammad Ali Tishna
Nazm
haqaeq
dil hai pahluu me.n to paidaa sheva-e-turkaana kar
jaur haft-aflaak ke hote rahe.n parvaa na kar
Zafar Ali Khan
Nazm
zamin apne beTon ko pahchanti hai
zamiin ek muddat se
haft-aasmaa.n kii taraf sar uThaa.e hu.e
Ain Tabish
Nazm
jamaliyat
jamaaliyaat saqaafat kaa haft rang libaas
jo rang o nasl kii tafriiq se gurezaa.n hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
la-makan
gamak rahe hai.n pasiine ke itr se kap.De
ye vo hai likhtaa hai qismat jo haft taaro.n kii
Anwar Abbas
Nazm
sach bata
mai.n to hairaan huu.n ik saada sii la.Dkii kyuu.n-kar
haft-aflaak ko chhuu letii hai maa.n bante hii