SEARCH RESULTS
Showing search results for "hafta"
Ghazal MATCHES FOR "hafta"
Ghazal
mai.n jis koshish se us ko bhuul jaane me.n lagaa huu.n
ziyaada bhii agar lag jaa.e to hafta lagegaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mah-e-do-hafta bhii hotaa to lutf thaa 'aatish'
akele pii ke sharaab-e-do-saala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Pagal Adilabadi
Ghazal
navaah-e-chashm kaa mausam badalnaa hai ta.aavun kar
yahii bas ek do hafta hamaare saamne mat aa
Hamida Shaheen
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Ghazal
umr ik hafta nahii.n baaG me.n ai gul mat phuul
ra.ng badle hai zamaane kii havaa tiisre din
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jo daaG-e-ishq chamak uThe mere siine me.n
tamaam maah-e-do-hafta ko mai.n KHajil kar duu.n
Khalid Mubashshir
Ghazal
dekh tujh Gam me.n giraftaar huu.n itnaa 'shaahid'
mai.n shab-e-hafta ke sab aish-o-tarab bhuul gayaa
Mohammad Shahid Firoz
Ghazal
misl-e-mah-e-do-hafta vahii sarfaraaz thaa
jis kii jabiin-e-shauq pe daaG-e-niyaaz thaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
mah-e-do-hafta banaayaa hamii.n ne aariz ko
hamaarii vaj.h se husn aap kaa do-chand hu.aa
Zeba
Ghazal
kisii ko aks-kushii me.n kamaal ho na sakaa
mah-e-do-hafta hariif-e-jamaal ho na sakaa
Saqib Kanpuri
Ghazal
mai.n ne har maah-e-do-hafta ko ba-vaqt-e-piirii
jalva-e-sub.h me.n khoyaa hu.aa taaraa dekhaa
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
us ne bitaa.ii saath me.n hai.n chhuTTiyaa.n abhii
do-chaar din hii biite hai.n hafta nahii.n hu.aa