SEARCH RESULTS
Showing search results for "hai.ate.n"
Ghazal MATCHES FOR "hai.ate.n"
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye havaa.e.n u.D na jaa.e.n le ke kaaGaz kaa badan
dosto mujh par ko.ii patthar zaraa bhaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
havaa.e.n chalii.n aur na mauje.n hii uTThii.n
ab aise bhii tuufaan aane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
hayaat-e-ishq kaa ik ik nafas jaam-e-shahaadat hai
vo jaan-e-naaz-bardaaraa.n ko.ii aasaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ham se pahle bhii musaafir ka.ii guzre ho.nge
kam se kam raah ke patthar to haTaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ye kyaa ki sab se bayaa.n dil kii haalate.n karnii
'faraaz' tujh ko na aa.ii.n mohabbate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
jo haalato.n kaa daur thaa vo to guzar gayaa
dil ko jalaa chuke hai.n so ab ghar jalaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
dete hai.n jannat hayaat-e-dahr ke badle
nashsha ba-andaaza-e-KHumaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye raste rahravo.n se bhaagte hai.n
yahaa.n chhup chhup ke chaltii hai.n havaa.e.n