SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasb-e-zaruurat"
Ghazal MATCHES FOR "hasb-e-zaruurat"
Ghazal
mujhe yaad hasb-e-zaruurat kare hai
mai.n samjhaa thaa 'ahras' mohabbat kare hai
Aharas siddiqui
Ghazal
karuu.ngaa hasb-e-zaruurat nahii.n karuu.ngaa mai.n
havaa ke haath pe bai'at nahii.n karuu.ngaa mai.n
Ali Sahil
Ghazal
zamiin hasb-e-zaruurat ugaa.ii jaatii hai
phir ek saa.nche me.n KHilqat banaa.ii jaatii hai
Nomaan Shauque
Ghazal
sahar ko hasb-e-zaruurat vo raat kahte hai.n
siyaane log hai.n matlab kii baat kahte hai.n
Sada Ambalvi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
raushnii hasb-e-zaruurat bhii nahii.n maa.ngte ham
raat se itnii suhulat bhii nahii.n maa.ngte ham
Azhar Adeeb
Ghazal
Nazeer Ali Adeel
Ghazal
dozaKH liye hu.e kahii.n jannat liye hu.e
har chiiz hai vo hasb-e-zaruurat liye hu.e
Badr Mohammadi
Ghazal
aaKHirii saa.ns talak Tuut ke chaahe.nge tumhe.n
'ishq ham hasb-e-zaruurat nahii.n karne vaale
Aafreen Faheem Aafi
Ghazal
ajab rivaayatii aurat hai zindagii merii
hamesha hasb-e-zaruurat hii chaahii jaatii rahii
Nusrat Mehdi
Ghazal
Akmal Alduri
Ghazal
KHvaahish ko yahaa.n hasb-e-zaruurat nahii.n paayaa
haasil ko yahaa.n hasab-e-muqaddar nahii.n dekhaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
har ik apnii zaruurat ke tahat ham se hai miltaa
hame.n bhii ab ko.ii hasb-e-zaruurat chaahiye hai
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
Nusrat Masood
Ghazal
ziist aur maut kaa aaKHir ye fasaana kyaa hai
umr kyuu.n hasb-e-zaruurat nahii.n dii jaa saktii
Khalida Uzma
Ghazal
ham se zaruurato.n kii na taKHsiis ho sakii
ham to kisii se hasb-e-zaruurat na mil sake
Maham Haya Safdar
Ghazal
Shahzad Qamar
Ghazal
azm-e-manzil na kahii.n bojh tale dab jaa.e
zaad-e-rah hasb-e-zaruurat hii safar me.n rakhnaa