SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasrat-e-barbaad"
Ghazal MATCHES FOR "hasrat-e-barbaad"
Ghazal
dil ke haatho.n bahut rahe hai.n KHaraab
'hasrat'-e-KHaanumaa.n KHaraab ke ra.ng
Hasrat Mohani
Ghazal
hame.n na hasrat-e-duniyaa na hasrat-e-uqbaa
KHud apne paa.nv ke miTte hu.e nishaa.n hai.n ham
Hasrat Saharvardi
Ghazal
hasrat-o-yaas kaa amboh fuGaa.n kii kasrat
mai.n tirii bazm se kyaa baa-sar-o-saamaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
tang aa kar Gam-o-aalaam jahaa.n se hasrat
aa ga.e hai.n tirii mahfil me.n Gazal gaane ko
Hasrat Saharvardi
Ghazal
ik jahaa.n mast-e-mohabbat hai ki har suu buu-e-uns
chhaa.ii hai un gesu.o.n kii nik.hat-e-barbaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
Hasrat Azimabadi
Ghazal
haasil-e-sad-zindagaanii ik mataa-e-dard hai
hazrat-e-naaseh ko ye zid hai davaa paidaa karuu.n
Hasrat Sharvani
Ghazal
'hasrat' ko tuu ne raah-e-mohabbat me.n kho diyaa
baaz aa.e KHizr-e-raah tirii rahbarii se ham
Hasrat Shadani
Ghazal
Hasrat Shadani
Ghazal
idhar dil hai muztar udhar chashm-e-hairaa.n
hamaare bhii hai.n raazdaa.n kaise kaise
Hasrat Sharvani
Ghazal
kuchh rah gayaa na ranj-o-masarrat me.n imtiyaaz
'hasrat' KHushii KHushii hai na ab dard dard hai
Hasrat Shadani
Ghazal
'hasrat' ko KHud se mil na sakii jab rah-e-faraar
zauq-e-junuu.n se kaam liyaa aur so ga.e
Hasrat Shadani
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
umiid-e-lutf pe 'hasrat' hai baaG-e-rizvaa.n me.n
sunaa hai jab se ki lutf-o-karam hai KHuu terii