SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasrate.n"
Ghazal MATCHES FOR "hasrate.n"
Ghazal
is ishq kii talaafi-e-maafaat dekhnaa
rone kii hasrate.n hai.n jab aa.nsuu nahii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
hasrate.n apnii bilaktii.n na yatiimo.n kii tarah
ham ko aavaaz hii de lete zaraa jaate hu.e
Gulzar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tuu ne ek umr ke baa'd puuchhaa hai haal-e-dil
vahii dard-o-Gam vahii hasrate.n mire saath hai.n
Akhtar Shumar
Ghazal
tamaam hasrate.n har ik savaal dafn kar chuke
hamaare paas ab ko.ii savaal hii nahii.n rahaa
Aitbar Sajid
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
dil-e-tabaah thaa be-naam hasrato.n kaa dayaar
so ab to dil se vo be-naam hasrate.n bhii ga.ii.n
Sahar Ansari
Ghazal
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Gam o aalaam hai.n yaa hasrate.n hai.n zindagii me.n
tumhaare baad baaqii kyaa bachaa hai intihaa hai
Tahir Adeem
Ghazal
qaa.em rahe.n KHudaa-raa mirii sab ye hasrate.n
duu.ngaa jagah inhe.n bhii dil-e-daaG-daar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
ko.ii aflaak-nashii.n hai to pukaare mujh ko
hasrate.n KHaak-basar hai.n mirii tuufaa.n kii tarah