SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasrato"
Ghazal MATCHES FOR "hasrato"
Ghazal
bekaarii-e-umiid se fursat hai raat din
vo kaarobaar-e-hasrat-o-hirmaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
charaaG-e-hasrat-o-armaa.n bujhaa ke baiThe hai.n
har ek tarh se KHud ko jalaa ke baiThe hai.n
Baqar Mehdi
Ghazal
raasta ghere hai.n armaan-o-qalaq hasrat-o-yaas
mai.n zaraa bhii.D haTaa luu.n to chale jaa.iyegaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
kahte hai.n ik fareb-e-musalsal hai zindagii
us ko bhii vaqf-e-hasrat-o-hirmaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
KHaana-e-jaa.n me.n numuudaar hai ik paikar-e-nuur
hasrato aa.o ruKH-e-yaar kaa jalva dekho
Hasrat Mohani
Ghazal
hasrat-o-yaas kaa amboh fuGaa.n kii kasrat
mai.n tirii bazm se kyaa baa-sar-o-saamaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Ghazal
mire mazaar ko samjhaa na jaa.e ek mazaar
hazaar hasrat-o-armaa.n kaa KHud mazaar huu.n mai.n
Saail Dehlvi
Ghazal
Gairat ne hasrato kaa garebaa.n paka.D liyaa
ham lauT aa.e arz-e-tamannaa kiye baGair
Ashok Sahil
Ghazal
ai KHudaa hasrat-o-jazbaat ke maare hu.e log
ab kahaa.n jaa.e.n ye haalaat ke maare hu.e log
Aamir Shauqi
Ghazal
vasl o firaaq o hasrat o ummiid se khulaa
hamraah hai har ek baqaa ke fanaa Garaz
Shad Azimabadi
Ghazal
un ke aate hii hu.aa hasrat-o-armaa.n kaa hujuum
aaj mehmaan pe mehmaan chale aate hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ab dil me.n rahaa kyaa hai juz hasrat-o-naakaamii
vo niish kahaa.n baaqii KHud jis kii nishaanii thii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
turbat vo jagah hai ki jahaa.n Gam hai na hairat
hairat-kada-e-Gam me.n hai.n hairaa.n ko.ii din aur
Akhtar Shirani
Ghazal
avvalii.n marhala-e-ishq hai jab hasrat-o-maut
ko.ii batlaa.e ki phir baa'd me.n kyaa hotaa hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
getii-afroz agar hazrat-e-nayyar rahte
itnaa taariik to hotaa na zamaanaa hargiz