SEARCH RESULTS
Showing search results for "hiraasaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "hiraasaa.n"
Ghazal
har ko.ii apnii hii aavaaz se kaa.np uThtaa hai
har ko.ii apne hii saa.e se hiraasaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
tanhaa mai.n hiraasaa.n nahii.n is kaar-e-junuu.n me.n
sahraa hai pareshaa.n mirii vahshat se zyaada
Sultan Akhtar
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
zindagii johd-e-musalsal hai hiraasaa.n kyuu.n ho
valvala jab ko.ii martaa hai to ha.ns dete hai.n
Mumtaz Mirza
Ghazal
Aleena Itrat
Ghazal
araq-fishaanii se us zulf kii hiraasaa.n huu.n
bhalaa nahii.n hai bahut TuuTnaa bhii taaro.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
puuchhte kyaa ho sabab dafn-e-dil-e-zaar ke ba.ad
mai.n musiibat-zada ab bhii na hiraasaa.n hotaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
dil hiraasaa.n hai bahut dekh ke anjaam-e-vafaa
ai mirii hasrat-e-naakaam gila kis se karuu.n
Rumana Rumi
Ghazal
raste kii mushkilo.n se hiraasaa.n hai kis liye
jis kaa nahii.n hai ko.ii bhii us kaa KHudaa to hai
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
dil kabhii zulmat-e-fardaa se hiraasaa.n na hu.aa
ek KHurshiid nayaa roz ugaa hai mujh me.n
Masooda Hayat
Ghazal
tiira-o-taar KHalaa.o.n me.n bhaTaktaa rahaa zehan
raat sahraa-e-anaa se mai.n hiraasaa.n guzraa
Arif Abdul Mateen
Ghazal
kyuu.n nahii.n jalaa lete aa.nsu.o.n kii qindiile.n
log kyuu.n hiraasaa.n hai.n raat ke a.ndhere me.n
Mahfuzur Rahman Adil
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
Abid Hashri
Ghazal
kyuu.n hiraasaa.n hai zaraa dekh to gahraa.ii me.n
kuchh chamaktaa saa tah-e-aab nazar aataa hai