SEARCH RESULTS
Showing search results for "hiraasaa.n"
Nazm MATCHES FOR "hiraasaa.n"
Nazm
jawab-e-shikwa
kyuu.n hiraasaa.n hai sahiil-e-faras-e-aadaa se
nuur-e-haq bujh na sakegaa nafas-e-aadaa se
Allama Iqbal
Nazm
farar
apne maazii ke tasavvur se hiraasaa.n huu.n mai.n
apne guzre hu.e ayyaam se nafrat hai mujhe
Sahir Ludhianvi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
unhe.n Dubotii hai.n vaqt lahre.n!
tamaam mallaah us sadaa se sadaa hiraasaa.n, sadaa gurezaa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
bhaarat ke musalman
is daur me.n tuu kyuu.n hai pareshaan-o-hiraasaa.n
kyaa baat hai kyuu.n hai mutazalzal teraa iimaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
ham-zad
merii tanhaa.ii kii vahshat se hiraasaa.n ho kar
meraa saaya mere qadmo.n me.n simaT aayaa hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
aab o gil
hiraasaa.n hiraasaa.n pareshaa.n pareshaa.n
kahaa sirf itnaa nahii.n'' vo nahii.n ham
Shaz Tamkanat
Nazm
mujhe jina nahin aata
hiraasaa.n ho ke lauT aa.e
dha.Dakte dil ke suune-pan ko suunaa aur kar jaa.e
Bashar Nawaz
Nazm
KHakam-ba-dahan
KHilqat hai bahut un ke azaabo.n se hiraasaa.n
ab un kii ho.n amvaat!
Fahmida Riaz
Nazm
intizar
gul-faroshii hai abhii fasl-e-bahaaraa.n kii mushiir
laala-o-gul kaa tabassum hai hiraasaa.n ab tak
Parvez Shahidi
Nazm
holi khelne ki farmaish par
devtaa jabr pe raavan ke hiraasaa.n jaise
daaman-e-armaan ko naadaar yuu.nhii siitaa hai
kanval Dibaivi
Nazm
kitab ka kiDa
firdausii-o-KHulduu.n kii kitaabe.n hai.n hiraasaa.n
vo qil.a-e-ma.anii teraa hamla hai javaabii
Aziz Hamid Madni
Nazm
nida-e-taKHliq
na qatl-gah se hiraasaa.n na sa.ngsaaro.n se
ki ek umr guzartii hai justujuu karte