SEARCH RESULTS
Showing search results for "hubaab"
Ghazal MATCHES FOR "hubaab"
Ghazal
biThaa diyaa mujhe dariyaa ke us kinaare par
jidhar hubaab tahii-jaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
dariyaa ba-hubaab-andar tuufaa.n ba-sahaab-andar
mahshar ba-hijaab-andar honaa ho to aisaa ho
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
sabaat bahr-e-jahaa.n me.n nahii.n kisii ko 'amiir'
idhar numuud hu.aa aur udhar hubaab na thaa
Ameer Minai
Ghazal
hubaab-e-lab-e-juu hai.n ai baaGbaa.n ham
chaman ko tire ko.ii dam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
darvaaza band rakhte hai.n misl-e-hubaab-e-bahr
qufl-e-duruu.n-KHaana hai.n apne makaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bas ek buu.nd ke girte hii ho gayaa aazaad
vo haft-ra.ng ujaalaa jo mujh hubaab me.n thaa
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
bahr-e-jahaa.n me.n der-shud aamad ravaa nahii.n
maanind-e-qatra jaa tuu ba-ra.ng-e-hubaab aa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sat.h par aa.e hu.e ban ke kaf o mauj o hubaab
zer-e-dariyaa yahii gauhar nahii.n jaane dete
Khursheed Rizvi
Ghazal
saaf dilo.n ke vaaste ta.ng hai arsa-e-hayaat
zaat-e-hubaab KHuub hai umr-e-hubaab kuchh nahii.n
Amn Lakhnavi
Ghazal
vo jo mubtalaa hai mohabbato.n ke azaab me.n
ko.ii phuuTtaa hu.aa aabla hai hubaab me.n
Syed Mubarak Shah
Ghazal
karaamat us se jo puuchhuu.n ki zindagii kyaa hai
javaab dene ke badle hubaab maa.nge hai
Karamat Ali Karamat
Ghazal
ba-chashm-e-tar hii ko.ii dam tuu baiTh varna abas
tuu ek dam ke liye bahr se hubaab uThaa
Shah Naseer
Ghazal
Haya Lakhnavi
Ghazal
hubaab dhuup kii baarish me.n phuuTte bante
sabaat-e-zaat kaa matlab bataane lagte hai.n
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
is be-KHudii kaa de.nge KHudaa ko vo kyaa javaab
dam bharte hai.n jo chand nafas ke hubaab kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
dariyaa-e-KHuu.n kiyaa hai tirii teG ne ravaa.n
haasil hu.aa hai rutba saro.n ko hubaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bahtii phire hai umar talaatum me.n dahr ke
insaan juu.n hubaab hai merii nigaah me.n