SEARCH RESULTS
Showing search results for "hubaab"
Nazm MATCHES FOR "hubaab"
Nazm
aaKHiri lamha
kitnaa miltaa hu.aa hubaab me.n hai
aaj jo hai vo kal nahii.n hogaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
naqqad
jaam me.n aate hii u.D jaatii hai shaa.er kii sharaab
TuuT jaataa hai kinaare aate aate ye hubaab
Josh Malihabadi
Nazm
baDa shahr aur tanha aadmi
tairtaa ruktaa hu.aa ko.ii tanhaa hubaab
tanhaa musaafir sochtaa hai
Perwaiz Shaharyar
Nazm
ek KHwab aur
biite lamhaat ke so.e hu.e tuufaano.n me.n
tairte phirte hai.n phuuTii hu.ii aa.nkho.n ke hubaab
Ali Sardar Jafri
Nazm
tauba-nama
vo gulaabii aks me.n Duubii hu.ii chashm-e-hubaab
aur nashe me.n mast vo sarmast maujo.n ke raubaab
Hafeez Jalandhari
Nazm
khanDar
jise hubaab ke ra.ngiin qumqume na mile
bajaa.e mauj jahaa.n saa.np raqs karte the
Shamim Karhani
Nazm
inqilab
taKHt-e-zar ik taKHta-e-haizam banaa
taaj-e-shaahii ho gayaa taaj-e-hubaab
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
qulzum-e-hastii se to ubhraa hai maanind-e-habaab
is ziyaa.n-KHaane me.n teraa imtihaa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
na.ara-e-hubb-e-vatan maal-e-tijaarat kii tarah
jins-e-arzaa.n kii tarah diin-e-KHudaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
jannat-e-nazaara hai naqsh-e-havaa baalaa-e-aab
mauj-e-muztar to.D kar ta.amiir kartii hai habaab
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
ham bhii hubb-e-vatan me.n hai.n go Garq
ham me.n aur un me.n hai magar ye farq
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHak-e-hind
gul sham-e-anjuman hai go anjuman vahii hai
hubb-e-vatan vahii hai KHaak-e-vatan vahii hai