SEARCH RESULTS
Showing search results for "hurmat-e-zamii.n"
Ghazal MATCHES FOR "hurmat-e-zamii.n"
Ghazal
uThe hai.n haath mire hurmat-e-zamii.n ke liye
mazaa jab aa.e ki ab paa.nv aasmaan pa.De
Rahat Indori
Ghazal
ham ne qurbaan kiye ishq me.n jaan-o-dil bhii
hurmat-e-ahl-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kahii.n zamiin kahii.n aasmaan chho.D aa.e
dayaar-karb me.n apnaa makaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
zamii.n ke qadam chaa.nd se lauT aa.e
muqaddar na thii maah-paaro.n kii KHushbuu
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zamii.n se hii aa.e zamii.n hii me.n jaanaa
isii se bigaa.De banaa.e ga.e hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
isii zamiin pe naachaar lauT kar aa.e
jo aasmaan se uu.nchii u.Daan bhar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
yahii hai sair faqiiro.n kii aur yahii fariyaad
zamii.n pe baiTh ga.e suu-e-aasmaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
pii baada-e-ahmar to ye kahne lagaa gul-ruu
mai.n surKH huu.n tum surKH zamii.n surKH zamaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jo haq aziiz-o-aqaarib kaa daab rakhte hai.n
vahii zamii.n pe binaa-e-azaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
dekhtaa rahtaa hai hasrat se zamii.n ko aasmaa.n
mamba.a-e-anvaar-e-rahmat hai Thikaana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ai junuu.n kaun sii manzil hai ye batlaa to sahii
aasmaa.n bhii nazar aataa hai zamii.n par mujh ko
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
taKH.iil-e-laala-kaar ye kahtii hai ai 'suruur'
ko.ii zamii.n ho phuulte-phalte rahe hai.n ham