SEARCH RESULTS
Showing search results for "hurmat-e-zamii.n"
Nazm MATCHES FOR "hurmat-e-zamii.n"
Nazm
majazi KHuda
hurmat-e-bandagii ko kuchaltaa rahaa
sajda-e-ishq paamaal kartaa rahaa
Ishrat moin Seemaa
Nazm
ek sawal
vo lahuu hurmat-e-aadmii kii zamaanat banaa
taa-abad raushnii kii alaamat banaa
Iftikhar Arif
Nazm
KHamoshi ke nam
ham ki guftaar ke taajir hai.n jamaal-e-KHamosh
hurmat-e-lafz se aagaah nahii.n
Moeen Nizami
Nazm
ye kis ki sazish hai
hukuumat-e-kurra-e-zamii.n sau.np dii hai jis ne
binaa-e-tahziib rau.nd Daalii
Sajida Zaidi
Nazm
nama-e-jaanan
vo jo do chaar navaa-gar the ki jin ke hote
hurmat-e-naGma bhii thii jur.at-e-rindaana bhii thii
Ahmad Faraz
Nazm
ghair-nisabi tariKH
hurmat-e-harf ho paaband-e-shikoh-e-aivaa.n
zikr mat ho kahii.n jalte hu.e KHiyaam kaa bas
Iliyas Babar Aawan
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
ab rasm-e-sitam hikmat-e-KHaasaan-e-zamii.n hai
taa.iid-e-sitam maslahat-e-muftii-e-dii.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
habib jalib
vo ek shaKHs jise jaan-e-fikr-o-fan kahiye
jamaal-e-diida-varii hurmat-e-suKHan kahiye
Muslim Shameem
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
Daraa sakii.n na kaliisaa kii mujh ko talvaare.n
sikhaayaa mas.ala-e-gardish-e-zamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
du.aa ye kar ki KHudaavand-e-aasmaan-o-zamii.n
kare phir us kii ziyaarat se shaadmaa.n mujh ko