SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-o-jamaal"
Ghazal MATCHES FOR "husn-o-jamaal"
Ghazal
ham us ke saamne husn-o-jamaal kyaa rakhte
jo be-misaal hai us kii misaal kyaa rakhte
Erum Zehra
Ghazal
tujh par fidaa hai.n saare husn-o-jamaal vaale
kyaa saaf gaal vaale kyaa KHatt-o-KHaal vaale
Siraj Aurangabadi
Ghazal
khoyaa hu.aa hai aadmii husn-o-jamaal me.n
kyaa kyaa lataafate.n hai.n ruKH-e-be-misaal me.n
Sarvat Zaidi Bhopali
Ghazal
dilo.n me.n pyaar kaa husn-o-jamaal paidaa ho
kisii ke shiisha-e-dil me.n na baal paidaa ho
Farooq Jaiasi
Ghazal
karte hai.n chain baiThe husn-o-jamaal vaale
phirte hai.n maare maare kyaa kyaa kamaal vaale
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
har dam nigaah me.n tiraa husn-o-jamaal hai
KHamyaaza-e-bahaar kaa kis ko KHayaal hai
Sabir Abuhari
Ghazal
har-chand duur duur vo husn-o-jamaal hai
ai vus.at-e-nigaah tiraa kyaa KHayaal hai
Hamid Allahabadi
Ghazal
Anis Shah Anis
Ghazal
mataa.a-e-husn-o-jamaal-o-kamaal kyaa kyaa kuchh
churaa ke le ga.e ye maah-o-saal kyaa kyaa kuchh
Syed Salman Gilani
Ghazal
KHudaa hii jaane mai.n aa.ii huu.n kaise gulshan me.n
yahaa.n to KHaar bhii husn-o-jamaal rakhtaa hai
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
qaraar dil ko mayassar nahii.n kahii.n jaa.o
nazar-farebi-e-husn-o-jamaal hii kyaa hai