SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-o-jamaal"
Nazm MATCHES FOR "husn-o-jamaal"
Nazm
ganga ashnan
tere pahluu me.n hai ik doshiiza-e-husn-o-jamaal
jis kii tasviir-e-javaanii ik saraapaa nuur hai
Saqib Kanpuri
Nazm
gham-e-jamhur
ba-ii.n yaqiin o ba-ii.n etiqaad-e-husn-e-yaqii.n
abhii to aa.egaa vo ahd-e-KHuu.n-chakaa.n ik din
Masood Akhtar Jamal
Nazm
b amman se KHitab
aa 'jamaal'-e-zaar ko bhii raazdaar-e-dil banaa
zindagii is kii bhii ik barq-e-dil-e-bismil banaa
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
sehre ki laDi
aaj yaktaa ho gayaa hai pyaar kaa husn-o-jamaal
aaj saabit ho gayaa hai zindagii sehre me.n hai
Sardar Panchhi
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
tire nafas-ba-nafas irtiqaa zamaane kaa
tire qadam-ba-qadam hai zamaan-e-mustaqbil
Masood Akhtar Jamal
Nazm
faza-e-hairat
'jamaal' hairaan-o-pur-tahayyur hai husn-e-duniyaa fazaa-e-hairat
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
malan
hasrat bharii nazar se mai.n us ko tak rahaa thaa
saarii fazaa pe qabza husn-o-jamaal kaa thaa
Vafa Barahi
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
sapno.n ke shiilaaT kii raanii
aa.iino.n me.n husn-e-shikasta dekh rahii hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
ghaalib
faiz se tere hii hai urdu kaa ye husn-e-jamaal
tere baa.is hii banii vo raunaq-e-bazm-e-jahaa.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
ye kaun aaya
tarsii hu.ii nazro.n ko ab aur na tarsaa re
ai husn ke saudaagar ai ruup ke banjaare
Ibn۔e۔Insha
Nazm
harif-e-visal
KHayaal husn-e-KHayaal me.n gum
nigaah KHvaab-e-jamaal me.n gum