SEARCH RESULTS
Showing search results for "ib.haam"
Ghazal MATCHES FOR "ib.haam"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
nahii.n zaruurii ki har baat kii vazaahat ho
kahii.n kahii.n pe ye ib.haam KHuubsuurat hai
Maqsood Wafa
Ghazal
abhii to aur bahut us pe tabsire ho.nge
mai.n guftuguu me.n jo ib.haam chho.D aayaa huu.n
Ejaz Rahmani
Ghazal
kabhii ulfat sii jhalaktii hai kabhii nafrat sii
ai ta'alluq tire ib.haam pe ronaa aayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
asl-e-suKHan me.n naam ko pechiidgii na thii
ib.haam jis qadar thaa qariine ke biich thaa
Abu Turab
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
duur hu.aa ib.haam kahaanii KHatm hu.ii
aa pahu.nchaa anjaam kahaanii KHatm hu.ii
Shabnam Shakeel
Ghazal
kyuu.n bhalaa ibliis ko ilzaam dete ho faqat
tum ko KHair-o-shar kaa bhii ilhaam honaa chaahiye
Humaira Gul Tishna
Ghazal
mohabbat irtibaat-e-qalb se mashruut hotii hai
yaqiin-o-rabt ke ib.haam ho jaane se Dartaa huu.n
Ali Muzammil
Ghazal
Shabnam Shakeel
Ghazal
Gazal ke lahje me.n hotii thii guftuguu us se
vazaahato.n me.n bhii ib.haam rah hii jaataa thaa
Mushfiq Khwaja
Ghazal
khol kar kiijiye tashriih-e-sar-e-misra-e-zulf
is navishte me.n kuchh ib.haam abhii baaqii hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
ham kaamyaab ho ke bhii naakaam rah ga.e
iz.haar kuchh hu.aa bhii to ib.haam rah ga.e
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ib.haam kaa parda hai tashkiik kaa hai aalam
tum zauq-e-tajassus ko betaab hii rahne do
Zafar Hameedi
Ghazal
hai 'razaa' aaj kaa aalam to asiir-e-ib.haam
yaar zinda hai.n to kal aur taraqqii hogii
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
aagahii ne diye ib.haam ke dhoke kyaa kyaa
sharh-e-alfaaz jo likkhii to ishaare likkhe
Azra Waheed
Ghazal
Aamir Suhail
Ghazal
ai ishq falak par tujhe likhaa jo KHudaa ne
phir teraa muqaddar bhalaa ib.haam hu.aa kyuu.n