SEARCH RESULTS
Showing search results for "ibrat"
Ghazal MATCHES FOR "ibrat"
Ghazal
afsurda huu.n ibrat se davaa kii nahii.n haajat
Gam kaa mujhe ye zo.af hai biimaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
aa.nkho.n me.n u.D rahii hai luTii mahfilo.n kii dhuul
ibrat-saraa-e-dahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
aap ko laayaa huu.n viiraano.n me.n ibrat ke liye
hazrat-e-dil dekhiye apnii haqiiqat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
har zarra ek mahmil-e-ibrat hai dasht kaa
lekin kise dikhaa.uu.n ko.ii dekhtaa bhii ho
Nasir Kazmi
Ghazal
ha.ngaama-e-zabuuni-e-himmat hai infi.aal
haasil na kiije dahr se ibrat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mubaarak ho za.iifii ko KHirad kii falsafa-raanii
javaanii be-niyaaz-e-ibrat-e-anjaam hai saaqii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ibrat se puuchh dard-e-pareshaanii-e-nigaah
ye gard-e-vahm juz basar-e-imtihaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
dars-e-ibrat hai mire dil kii tabaahii 'taalib'
KHaak me.n aisaa milaayaa hai ki jii jaantaa hai
Talib Baghpati
Ghazal
ibrat-kada-e-dahr me.n ai taarik-e-duniyaa
lazzat-kada-e-jurm-o-KHataa bhii hai ko.ii chiiz
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hai adam me.n Guncha mahv-e-ibrat-e-anjaam-e-gul
yak-jahaa.n zaanuu ta.ammul dar-qafaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
jo ho sake to KHud ashko.n ko po.nchh lo 'ibrat'
kisii ke paas kahaa.n vaqt dil-dahii ke liye
Ibrat Machlishahri
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
tum kisii ret ke Tiile pe kha.De ho 'ibrat'
uTThe tuufaa.n to phir auqaat samajh me.n aa.e