SEARCH RESULTS
Showing search results for "ibrat"
Nazm MATCHES FOR "ibrat"
Nazm
taswir-e-dard
rulaataa hai tiraa nazzaara ai hindostaa.n mujh ko
ki ibrat-KHez hai teraa fasaana sab fasaano.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
taariiKH kii ibrat taarii hai
annpuurnaa ke uj.De mandir par
Akhtar Shirani
Nazm
nilo
tere anjaam se har shaKHs ko ibrat hogii
sar uThaane kaa re.aayaa ko na aa.egaa KHayaal
Habib Jalib
Nazm
aata hai yaad mujhko
bachcho na tum samajhnaa hargiz ise kahaanii
ye hai tumhaare haq me.n ibrat kaa taaziyaana
Zafar Kamali
Nazm
rishwat
duur jaa kar kis liye tasviir-e-ibrat dekhiye
apne qibla 'josh' saahab hii kii haalat dekhiye
Josh Malihabadi
Nazm
darbar1911
inqilaab-e-dahr ke ra.ngiin naqshe pesh the
thii pa.e-ahl-e-basiirat baaG-e-ibrat me.n bahaar
Akbar Allahabadi
Nazm
dard-e-dil
magar afsos ye duniyaa hai maqaam-e-ibrat
ra.nj kii yaad dilaataa hai KHayaal-e-raahat
Chakbast Braj Narayan
Nazm
zaifa
ibrat o dahshat kaa KHanjar hai dil-e-Gamnaak par
haa.e ye be-dam pa.Daa hai kaun ThanDii KHaak par
Josh Malihabadi
Nazm
nae sur ki tamsil
harf sar karda am
ye jo lafzo.n kii paiGambarii hai na hotii to ibrat
Akhtar Usman
Nazm
gautam-budh
chashm-e-haq-bii.n ke liye ibrat ke nazzaare mile
hastii-e-insaan pe jo zindagaanii dekh kar
Maikash Akbarabadi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
nahii.n qissa ye dil-lagii ke liye
balki ibrat hai aadmii ke liye
Ismail Merathi
Nazm
dar-madh-am
har samt guThliyo.n ke vo ambaar haa.e haa.e
dil chhilke chhilke ho gayaa ibrat-maqaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
jamuna
sozish-e-Gam se pighal jaa aah ai reg-e-ravaa.n
zarre zarre me.n tere tasviir-e-ibrat hai nihaa.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
purana coat
guzishta sadiyo.n kii taariiKH kaa varaq hai ye coat
KHariido is ko ki ibrat kaa ik sabaq hai ye coat