SEARCH RESULTS
Showing search results for "idraak-e-tajallii"
Ghazal MATCHES FOR "idraak-e-tajallii"
Ghazal
ye shauq dekho pas-e-marg bhii 'tajallii' ne
kafan me.n khol dii.n aa.nkhe.n sunaa jo yaar aayaa
Miyan Haji Tajalli
Ghazal
kyaa ho idraak-e-tajallii se vo be-KHud kaamyaab
jaan se jaanaa ho.n jis ko hosh me.n aane ke ba.ad
Raghib Badayuni
Ghazal
ruu-posh nigaaho.n se hai hangaama-e-fardaa
aa.iina-e-idraak pe bhii gard jamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
aap jaa sakte nahii.n chaa.nd-sitaaro.n se pare
ham varaa-e-had-e-idraak-e-nazar jaate hai.n
Riyasat Ali Taj
Ghazal
kamaal-e-zuhuur-e-tajallii se jaanaa
jo pinhaa.n nahii.n hai vo paidaa nahii.n hai
Aasi Ghazipuri
Ghazal
idraak-e-husn-e-zaat agar is ko kuchh nahii.n
phir aadmii hai apne liye KHud hii ahraman
Shariq Balyavi
Ghazal
yaa da.ava-e-mahtaab-e-tajallii na kare vo
yaa nuur kii kirno.n se vo nahlaa.e miraa jism
Tanveer Sipra
Ghazal
be-hijaabaana KHud-aaraa.ii ke saamaa.n kiijiye
maz.har-e-shaan-e-tajallii bazm-e-imkaa.n kiijiye
Sahir Dehlavi
Ghazal
apne daataa kii haqiiqat ke hai.n jalva tum me.n
lam.a-e-nuur-e-tajallii kii qasam yaa ma.abuud
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Iqbal Sohail
Ghazal
chalte hai.n shauq-e-barq-e-tajallii me.n kyaa hai KHauf
chiite tamaam vaadii-e-aiman ke yaar hai.n
Ameer Minai
Ghazal
jalva-e-barq-e-tajallii nazar aayaa na kabhii
muddato.n jaa ke vahaa.n me.n shajar-e-tuur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
bayaan-e-barq-e-tajallii chhu.Daa hai ab sar-e-tuur
ajab nahii.n mire dil kii bhii guftuguu aa.e
Saqib Lakhnavi
Ghazal
mataa'-e-husn-e-tajallii pe bhii miraa haq hai
'ataa hu.ii hai agar rif'at-e-nazar mujh ko
Manzar Eijaz
Ghazal
vaaqa'ii vaaqif-e-idraak-e-do-aalam tum ho
tum ne hii vaaqif-e-har-raaz banaayaa hai mujhe
Aziz Warsi
Ghazal
javaab-e-tuur-o-tajalli kahe.nge ahl-e-nazar
jo dil kii raah se vo husn-e-mehrbaa.n guzraa