SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijtimaa"
Ghazal MATCHES FOR "ijtimaa"
Ghazal
gadaa-gadii bhii ik usluub-e-fan hai jab mai.n ne
usii ko maa.ng liyaa us se iltijaa kar ke
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ya.anii majaal kuchh nahii.n zarro.n ke ijtimaa kii
ya.anii sabhii mah-o-nujuum ek hii KHaandaan me.n
Azhar Faragh
Ghazal
kufr apnaa ain dii.n-daarii hai gar samjhe ko.ii
ijtimaa-e-sub.ha yaa.n mauquuf hai zunnaar par
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
yaziid-e-vaqt kii nii.nde.n haraam hotii hai.n
husain ab bhii tire ijtimaa-e-chehlum se
Ibrahim Noori
Ghazal
bas ik qayaam diid pe hai ijtimaa-e-kul
mumkin nahii.n hai hashr qayaamat ke maa-sivaa
Samad Ansari
Ghazal
kyuu.n kar ho ijtimaa-e-naqiizain ai 'muniir'
aate hii maut ke mirii hastii chalii ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Arshad Aziz
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
baGair us ke bhii zinda huu.n aur maze me.n huu.n
bichha.Dne vaale ko ye ittilaa.a kar duu.n kyaa
Dr. Azam
Ghazal
Kokab Muradabadi
Ghazal
hai ijtimaa-e-anaasir se zindagii kii numuud
aur iqtazaa-e-qazaa fard fard ban jaa.o
Raunaq Deccani
Ghazal
siyaah ret hayuule dhu.aa.n dhu.aa.n taare
ye ijtimaa mirii chashm-e-mo'atabar me.n rahe
Nazeer Azad
Ghazal
hairat ke ijtimaa' me.n kyaa dekhtaa huu.n mai.n
har aa.ine me.n 'aks tiraa dekhtaa huu.n mai.n
Asim Wasti
Ghazal
hotaa hai juzv kul kii haqiiqat kaa aa.ina
qatro.n kaa ijtimaa hai dariyaa kahe.n jise
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karo
vaqt-e-sarod dard kaa hangaam hii to hai