SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijtimaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ijtimaa"
Ghazal
gadaa-gadii bhii ik usluub-e-fan hai jab mai.n ne
usii ko maa.ng liyaa us se iltijaa kar ke
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ya.anii majaal kuchh nahii.n zarro.n ke ijtimaa kii
ya.anii sabhii mah-o-nujuum ek hii KHaandaan me.n
Azhar Faragh
Ghazal
kufr apnaa ain dii.n-daarii hai gar samjhe ko.ii
ijtimaa-e-sub.ha yaa.n mauquuf hai zunnaar par
Goya Faqir Mohammad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ijtimaa"
Sher
yaziid-e-vaqt kii niinde.n haraam hotii hai.n
husain ab bhii tire ijtimaa-e-chehlum se
Ibrahim Noori
Ghazal
yaziid-e-vaqt kii nii.nde.n haraam hotii hai.n
husain ab bhii tire ijtimaa-e-chehlum se
Ibrahim Noori
Ghazal
bas ik qayaam diid pe hai ijtimaa-e-kul
mumkin nahii.n hai hashr qayaamat ke maa-sivaa
Samad Ansari
Ghazal
kyuu.n kar ho ijtimaa-e-naqiizain ai 'muniir'
aate hii maut ke mirii hastii chalii ga.ii
Muneer Shikohabadi
Nazm
doctor ram babu saksena
us ne english me.n likhii urdu kii taariiKH-e-adab
phir kiyaa urdu me.n us ko chhaapne kaa ehtimaam