SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilm-ul-kalaam"
Ghazal MATCHES FOR "ilm-ul-kalaam"
Ghazal
miraa aduu to thaa ilm-ul-kalaam kaa maahir
mire KHilaaf zamaane ko bol kar kartaa
Taimur Hasan
Ghazal
zuhuur-e-zaaviya-e-qaa.ima se hai saabit
ye kaa.enaat hai ilm-ul-hisaab kii zad me.n
Saib Tonki
Ghazal
insaan tere paas to 'ilm-ul-hayaat hai
phir kyo.n fareb-o-makr hasad jaat-paat hai
Rahib Maitreya
Ghazal
KHatra-e-rahzan se ba.Dh kar ho jahaa.n ehsaan-e-KHizr
ik qadam is jaada-e-ulfat me.n sau farsang hai
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
har ik qadam pe zaKHm na.e khaa.e kis tarah
rindo.n kii anjuman me.n ko.ii jaa.e kis tarah
Sibt Ali Saba
Ghazal
KHudaayaa ab tire rahm-o-karam kaa 'ilm kis ko hai
buto.n se aas hai lauh-o-qalam kaa 'ilm kis ko hai
Saif Qureshi
Ghazal
jo raah-rau me.n abhii azm-e-rah-ravii kam hai
ba-qaid-e-hosh-o-KHirad aaj aagahii kam hai
Kaleem Saronji
Ghazal
hai raushnii miraa azm-o-yaqii.n chalaa aaya
sitaara huu.n mai.n baraa-e-zamii.n chalaa aaya
Ali Yasir
Ghazal
vo naqsh-e-qadam mehvar-o-maqsuud hai.n mere
maulaa hu.e ka.abe me.n jo mauluud hai.n mere
Ali Yasir
Ghazal
saa.il-e-vaqt hai.n daamaan-e-karam dekhe.nge
ham tire dast-e-tasarruf kaa bharam dekhe.nge
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
Salik Lakhnavi
Ghazal
Zahoor Biswani
Ghazal
'azm-e-javaa.n se kaam liyaa hai kabhii-kabhii
suuraj kaa ba.Dh ke jaam liyaa hai kabhii-kabhii
Zubaida Begam Shama
Ghazal
hamaare nafs se chaltaa hai is hayaat kaa kaam
aur is hayaat se chaltaa hai kaa.inaat kaa kaam
Aftab Alam Aas
Ghazal
ho ke sar-taa-ba-qadam aalam-e-asraar chalaa
jo chalaa mai-kada-e-ishq se sarshaar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jab baat chhi.Degii kahii.n arbaab-e-nazar kii
'saaqii' ko bahut ahl-e-qalam yaad kare.nge
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
qirtaas o qalam haath me.n hai aur shab-e-mah hai
ai rabb-e-azal khol de jo dil me.n girah hai