SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishtihaa"
Ghazal MATCHES FOR "ishtihaa"
Ghazal
mai.n jii rahaa huu.n abhii ai zamiin-e-aadam-KHor
abhii to dekh na tuu itnii ishtihaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
KHaraab huu.n bhale is ishtihaa me.n ham aur tum
par ek duusre kaa zaa.iqa KHaraab na ho
Shaheen Abbas
Ghazal
havas dilaatii hai mujh ko bhii ishtihaa lekin
lihaaz kartaa huu.n terii qasam mohabbat kaa
Ataul Hasan
Ghazal
ishtihaa-KHez hai iftaarii kii KHushbuu 'haashim'
roza-daaro.n na mujhe dekh ke hairaa.n honaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
na paas-e-laGzish-e-aadam agar hame.n hotaa
ilaaj teraa bhii ai dev-e-ishtihaa karte
Mahir Bilgrami
Ghazal
mai.n ishtihaa kii aziyyat me.n huu.n na khii.nch mujhe
abhii hai tuur bahut duur naan saamne hai
Idris Azad
Ghazal
na tishnagii na ishtihaa na hirs hai na aar hai
zabaan-e-Gaznavii pe ab ayaaz hii ayaaz hai
Pundit Amar Nath Hoshiyarpuri
Ghazal
tab hame.n dikhlaavaa lagtaa thaa vo maathaa chuumnaa
aaj jis ke vaaste hai dil me.n mere ishtihaa
Shahzad Husain Saail
Ghazal
jis ishtihaa-e-ishq ko sadiyaa.n guzar ga.ii.n
mushkil se is maqaam pe laayaa hu.aa hai dard
Khwaja Ali Husain
Ghazal
havaa me.n bhar ga.ii hai buu-e-ishtihaa har suu
kisii Gariib ne apnii ridaa uchhaalii hai
Obaidurrahman Niyazi
Ghazal
Iqbal Kausar
Ghazal
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
gar yaar ke hai vasl kii ne.amat kii ishtihaa
har shai suu.n rah uu paas vahaa.n lag nahaar chal
Mirza Daood Beg
Ghazal
sahraa kii ishtihaa na samundar ke KHauf se
tarkiib paa rahaa huu.n mai.n andar ke KHauf se