SEARCH RESULTS
Showing search results for "izn-e-tavaaf"
Ghazal MATCHES FOR "izn-e-tavaaf"
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
jahaa.n se izn-e-takallum kabhii nahii.n miltaa
vahii.n pe apnii dariida zabaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
havaa chalii hai ye kaisii KHilaaf chaaro.n taraf
hai ek silsila-e-inhiraaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jab izn-e-arz-e-haal diyaa hai to chup raho
ab naaravaa hai talKHii-e-guftaar dekhnaa
Naseer Koti
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
na izn-e-aah-o-fuGaa.n hai ki nauha-e-hastii
kise sunaa.e.n jo alfaaz KHuu.n-chakiidaa hai.n
Musarrat Jabeen Zeba
Ghazal
jab KHilaaf-e-maslahat hai izn-e-‘arz-e-mudda.aa
KHud-kalaamii hii sikhaa de zindagii ai zindagii
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
ham izn-e-arz-e-haal pe ab kashmakash me.n hai.n
dil ko ye zid hai shauq kaa daftar hii le chale.n
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
dekho vo jaa rahe hai.n hariifaan-e-tez-gaam
azm-e-tavaaf-e-manzil-e-jaanaa.n kiye hu.e
Raz Chandpuri
Ghazal
Galat-navaa.o.n ko hai izn-e-aashiyaa.n-bandii
jo KHush-navaa hai bahut ko.ii shaaKH usii kii nahii.n
Mahshar Badayuni
Ghazal
har nok-e-KHaar ko mai.n dikhaataa lahuu kaa rang
sahraa ne izn-e-aabla-paa.ii nahii.n diyaa
Naseem Ajmal
Ghazal
dekhiye bas ye ki izn-e-chashm-e-jaanaana hai kyaa
'ishq hai to imtiyaaz-e-kufr-o-dii.n mat kiijiye
Ali Minai
Ghazal
ik izn-e-lab-kushaa.ii ne bebaak kar diyaa
dekho kis e'timaad se ham bolne lage