SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaagiye"
Ghazal MATCHES FOR "jaagiye"
Ghazal
kis chaa.nd ne kahaa thaa ki raato.n ko jaagiye
kab dhuup ne kahaa thaa ki sar par shajar na ho
Amit Bajaj
Ghazal
taqdiir so na jaa.e kahii.n jaagiye zaraa
dekho taraqqiyo.n kaa bhii suuraj nikal gayaa
Ahmed Nisar
Ghazal
'ishq kii qismat yahii hai 'ishq kaa mansab yahii
jaagiye shab-bhar yuu.nhii aKHtar-shumaarii kiijiye
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
KHvaab-e-Gaflat 'mehr' kab tak jaagiye uTh baiThiye
sub.h hone aa.ii shab guzrii fasaana ho chukaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aaGaaz-e-aashiqii kaa mazaa aap jaaniye
anjaam-e-aashiqii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
dil uj.Dii hu.ii ek saraa.e kii tarah hai
ab log yahaa.n raat jagaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Gulzar
Ghazal
kyaa jaaniye kyuu.n tez havaa soch me.n gum hai
KHvaabiida parindo.n ko daraKHto.n se u.Daa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
jaaniye mai.n chalaa gayaa huu.n kahaa.n
mai.n to KHud se kahii.n gayaa bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa jaaniye kyaa ho gayaa arbaab-e-junuu.n ko
marne kii adaa yaad na jiine kii adaa yaad