SEARCH RESULTS
Showing search results for "jabiin-e-sub.h"
Ghazal MATCHES FOR "jabiin-e-sub.h"
Ghazal
mire lahuu se hai rangii.n jabiin-e-sub.h to kyaa
chalo ki zulmat-e-shab kaa to hauslaa niklaa
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
jabiin-e-sub.h pe raushan charaaG-e-tuur nahii.n
vo aa ga.e hai.n sar-e-baam guftuguu ke liye
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
'fazaa' hai KHaaliq-e-sub.h-e-hayaat phir bhii Gariib
kahaa.n kahaa.n na ufuq kii talaash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
nigaar-e-sub.h se puuchhe.nge shab guzarne do
kii zulmato.n se ulajh kar vo aa.ii yaa ham aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
anjaam-e-kaar shab ke a.ndhere me.n luT gayaa
rakkhaa thaa kaif-e-sub.h bachaa kar jo shaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
phailaa hu.aa hai baaG me.n har samt nuur-e-sub.h
bulbul ke chahchaho.n se hai zaahir suruur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
yaado.n kii shab ye kahtii hai anvaar-e-sub.h se
zinda nuquush ho.nge tasalsul ko to.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jabii.n pe kyaa kiyaa tahriir KHaama-e-haq ne
ki aagahii bhii samajhtii hai sar-phiraa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
nazar udaas hai viiraa.n hai.n saare nazzaare
jabiin-e-sub.h se phuuTe lahuu ke favvaare