SEARCH RESULTS
Showing search results for "jabiin-e-sub.h"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jabiin-e-sub.h"
Ghazal
mire lahuu se hai rangii.n jabiin-e-sub.h to kyaa
chalo ki zulmat-e-shab kaa to hauslaa niklaa
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
jabiin-e-sub.h pe raushan charaaG-e-tuur nahii.n
vo aa ga.e hai.n sar-e-baam guftuguu ke liye
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
'fazaa' hai KHaaliq-e-sub.h-e-hayaat phir bhii Gariib
kahaa.n kahaa.n na ufuq kii talaash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Nazm
ruhon ka hawala pyar
ba.ndhe haatho.n me.n ham ne
sub.h-e-nau ke charaaG uThaa rakhe hai.n
Saima Jabeen Mahak
BOOKS MATCHES FOR "jabiin-e-sub.h"
MORE MATCHES FOR "jabiin-e-sub.h"
Ghazal
yaado.n kii shab ye kahtii hai anvaar-e-sub.h se
zinda nuquush ho.nge tasalsul ko to.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Nazm
ujale ki lakir
ik na.ii sub.h-e-daraKHshaa.n kaa ruupahlaa aa.nchal
apne hamraah liye azm-e-javaa.n kii tanviir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ahl-e-junun
vo lahuu apne hii maathe se bahaa hai jis se
aaj diivaar-e-KHirad kii hai lahuu-rang jabii.n
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
phailaa hu.aa hai baaG me.n har samt nuur-e-sub.h
bulbul ke chahchaho.n se hai zaahir suruur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
pau phaTte hii 'riyaaz' jahaa.n KHuld ban gayaa
Gilmaan-e-mahr saath liye aa.ii huur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
bad-qismato.n ko gar ho mayassar shab-e-visaal
suuraj Guruub hote hii zaahir ho nuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nazar udaas hai viiraa.n hai.n saare nazzaare
jabiin-e-sub.h se phuuTe lahuu ke favvaare
Muslim Shameem
Nazm
shikast-o-fath
nazar udaas hai viiraa.n hai.n saare nazaare
jabiin-e-sub.h se phuuTe lahuu ke favvaare
Muslim Shameem
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
raat-bhar fasl-e-bahaar aane kaa saamaa.n honaa
sub.h pau phaTte hii haatho.n me.n girebaa.n honaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jabiin-e-sub.h pe tahriir hai ye KHatt-e-jalii
na.e nizaam me.n tafriiq-e-aam-o-KHaas nahii.n
J. P. Saeed
Ghazal
jabii.n pe kyaa kiyaa tahriir KHaama-e-haq ne
ki aagahii bhii samajhtii hai sar-phiraa mujh ko