SEARCH RESULTS
Showing search results for "jabki"
Ghazal MATCHES FOR "jabki"
Ghazal
Chandrabhan Khayal
Ghazal
diid ke qaabil thii mere ishq kii bhii saadgii
jabki teraa husn sargarm-e-KHud-aaraa.ii na thaa
Hasrat Mohani
Ghazal
yaar mujh ko dekh zaa ronaa to un saa hijr me.n
mushfiqaana kuchh nasiihat jabki farmaane lage
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
aa.e aur ik nigah-e-KHaas se phir dekh ga.e
jabki aate hu.e biimaar me.n taaqat dekhii
Josh Malihabadi
Ghazal
mere lafzo.n se miraa dard jhalak jaataa hai
jabki is dard ko aavaaz me.n boyaa hii nahii.n
Amit Sharma Meet
Ghazal
kahtaa hai us ke jaane se kuchh bhii nahii.n hu.aa
'mahtaab' jabki dil kaa vo Dhaa.ncha badal gayaa
Bashir Mehtaab
Ghazal
daa.nto.n se jabki us gul-e-tar ke dabaa.e ho.nTh
bolaa ki saahab apne se samjho paraa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kaise jaanuu.n ki jahaa.n KHvaab-numaa hotaa hai
jabki har shaKHs yahaa.n aabla-paa hotaa hai
Sagheer Malal
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
laa.e.n kahaa.n se jur.at-e-iz.haar-e-mudda.aa
aise me.n jabki apnii hii haalat niDhaal ho
Ghazal Jafari
Ghazal
aaj tak merii Gazal ne nahii.n pahchaanaa mujhe
jabki shaa.ir hii nahii.n saahab-e-diivaan bhii huu.n
Shakeel Gwaliari
Ghazal
Shahid Jamal
Ghazal
gosh-e-ummiid hu.e jabki sadaa.o.n ke asiir
fat.h phir koh-e-nidaa kaa 'ziyaa' karnaa kaisaa