SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamiil"
Ghazal MATCHES FOR "jamiil"
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
aashob-e-aagahii kii shab-e-be-kanaar me.n
tere liye 'jamiil' ko.ii sochtaa to hai
Jameel Malik
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
har nargis-e-jamiil ne maKHmuur kar diyaa
pii kar uThe sharaab har ik bostaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
mai.n huu.n ab tere KHayaalaat kaa ik aks-e-jamiil
aa.iina-KHaane se niklaa to kidhar jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
kalaam aruuz taGazzul KHayaal zauq-e-jamaal
badan ke jaam ne alfaaz kii suraahii bharii
Shahzad Qais
Ghazal
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
dil kii dil ne na kahii yuu.n to ka.ii baar mile
ham shanaasaa the magar suurat-e-aGyaar mile
Jameel Malik
Ghazal
jamiil-tar hai.n gul o laala faiz se is ke
nigaah-e-shaa.ir-e-ra.ngii.n-navaa me.n hai jaaduu
Allama Iqbal
Ghazal
chhe.Dii kuchh is tarah se 'jamiil' us ne ye Gazal
har ek sher qand-e-mukarrar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
'jamiil' un se ta.aaruf to ho gayaa lekin
ab un ke baad kisii se du.aa salaam na ho
Jamill Murassapuri
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
daastaa.n KHatm na hogii kabhii chehro.n kii 'jamiil'
husn-e-yuusuf to kabhii ishq-e-zuleKHaa chehre
Jameel Malik
Ghazal
thii abhii sub.h abhii shaam hu.ii jaatii hai
zindagii gardish-e-ayyaam hu.ii jaatii hai
Jameel Mazhari
Ghazal
the a.ndhero.n ke ta.aaqub me.n ujaale kyaa kyaa
KHud tamaasha the 'jamiil' aur tamaasha dekhaa
Jameel Malik
Ghazal
jumbish me.n jaise shaaKH ho gul-haa-e-naGma kii
ik paikar-e-jamiil kii ye lahlahaahaTe.n