SEARCH RESULTS
Showing search results for "janaab-e-aalii"
Ghazal MATCHES FOR "janaab-e-aalii"
Ghazal
janaab-e-'aalii bichha.Dne kii ko.ii baat nahii.n
hamaare siine me.n ik dil hai paa.nch saat nahii.n
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
karnaa thaa kuchh kaam janaab-e-aalii ko
ham Thahre rutbo.n se KHaalii karte kyaa
Anjum Azimabadi
Ghazal
banaa rahe hai.n janaab-e-aalii kise nishaana
kiyaa gayaa hai kidhar ishaara hame.n pataa hai
Raziq Ansari
Ghazal
aap kyaa mujh ko navaaze.nge janaab-e-aalii
saltanat tak mire in.aam me.n bik jaatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
hamaaraa kyaa hai ki ham jeb-chaak-o-KHaak-badan
mizaaj aap kaa kaisaa janaab-e-‘aalii hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
janaab-e-shaiKH kii harza-saraa.ii jaarii hai
udhar se zulm idhar se duhaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
jaantaa huu.n mai.n tumhaare baatinii kirdaar ko
jubba-o-dastaar-e-aalii-mohtaram apnii jagah
Ashraf Ali Ashraf
Ghazal
but-KHaana-saaz rang-e-zamaana hai kis qadar
chho.Daa na us ne kaa'ba-e-aalii-maqaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
janaab-e-shaah-e-Gulaam-alii valii-allaah
KHudaa ke fazl-o-karam se hai 'aish' piir apnaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
nigaah-e-lutf na kii unne kyaa hu.aa ai 'alii'
ki ho.n hai.n baate.n to aisii hazaar aa.nkho.n me.n
Syed Ali Nazar
Ghazal
haath aa jaa.e agar nusKHa-e-aqavaal-e-'alii'
ek ik qaul-e-mah-o-saal badal detaa hai
Ali Muzammil
Ghazal
kaafii janaab-e-dil ko hai.n un kii nazar ke tiir
chehre pe go naqaab ho kyaa is se faa.eda
Haris Ali
Ghazal
janaab-e-hijr ne qat'-o-buriid kii aisii
ki khii.nch-taan ke KHud ko qubuul ho ga.e hai.n
Ali Arman
Ghazal
ba-hukm-e-yaar lave.n qabz karne aatii hai
bujhaa rahii hai? bujhaa.e havaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
pesh kartaa huu.n mai.n KHud apnii giraftaarii 'alii'
un se kahnaa ki mujhe zer-e-hiraasat samjhe.n