SEARCH RESULTS
Showing search results for "janm"
Ghazal MATCHES FOR "janm"
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
sansaar me.n akelaa tujhe agle janm tak
hai chho.Dnaa muhaal magar chho.D jaa.uu.ngaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
baa.nT Daale aise ham ne dil ke Tuk.De kaaT kar
janm-din pe baa.nTte hai.n cake jaise kaaT kar
Ankit Maurya
Ghazal
dushman-e-jaa.n hii sahii dost samajhtaa huu.n use
bad-du.aa jis kii mujhe ban ke du.aa lagtii hai
Murtaza Barlas
Ghazal
pichhle janm kii gaa.Dhii kamaa.ii hai zindagii
saudaa jo karnaa karnaa bahut dekh-bhaal ke
Krishn Bihari Noor
Ghazal
na jaane kitnii naqaabe.n ulaTtaa jaataa huu.n
janm janm se mai.n bechaargii kii qaid me.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ko.ii taKHliiq ho KHuun-e-jigar se janm letii hai
kahaanii likh nahii.n sakte kahaanii maa.ngne vaale
Manzar Bhopali
Ghazal
janm diyaa hai dukho.n ne Gamo.n ne paalaa hai
KHudaa se puuchhiye meraa hasab-nasab kyaa hai
Siddique Mujibi
Ghazal
ab tere bichha.Dne se ye baat khulii mujh par
to jaan agar hotaa mai.n jaa.n se guzar jaataa
Tahir Azeem
Ghazal
jis ne janm diyaa hai har afsaane ko
bhuulii-bisrii ko.ii kathaa hai.n mai.n aur tuu