SEARCH RESULTS
Showing search results for "jannat-e-mau.uuda"
Ghazal MATCHES FOR "jannat-e-mau.uuda"
Ghazal
tuu tamannaa.ii hai ik jannat-e-mau.uuda kaa
apnii gum kii hu.ii firdaus kaa jo.inda huu.n mai.n
Khawar Rizvi
Ghazal
is ufuq par na agar jannat-e-mau.uuda milii
is ufuq tak bhii jo chaaho to safar kar dekho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kahaa.n ai parii tuu kahaa.n huur-e-jannat
tirii us kii aapas me.n nisbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kaa.np uTThaa huu.n varuud-e-baarish-e-mau.uuda par
Garq hone ko hai saaraa shahr sail-e-aab me.n
Ejaz Asif
Ghazal
mai.n aur terii anjuman-e-naaz kii talaash
mere liye vo jannat-e-sarv-o-saman kahaa.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
sadiyo.n se mire paa.nv tale jannat-e-insaa.n
mai.n jannat-e-insaa.n kaa pata puuchh rahii huu.n
Ada Jafarey
Ghazal
KHvaab aaKHir KHvaab hai is KHvaab kaa kyaa e'tibaar
jannat-e-nazzaara goyaa jannat-e-mauhuum hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
Qaisar Amravatwi
Ghazal
jin kaa jamaal jannat-e-qalb-o-nazar rahaa
vo ham-nashii.n vo yaar-e-tarah-daar kyaa hu.e
Zaheer Kashmiri
Ghazal
phir saath guzaare hu.e lamhaat palaT aa.e.n
phir jannat-e-gum-gashta dikhaa laa.o kisii roz
Kaneez Fatima Kiran
Ghazal
tuubaa kii salsabiil kii kausar ke jaam kii
huur-o-qusuur-o-jannat-o-Gilmaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kaun-o-makaa.n se duur zamiin-o-zaman se duur
manzil mirii hai jannat-o-KHuld-o-adan se duur
Pundit Amar Nath Hoshiyarpuri
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
phir kisii jannat-e-gum-gashta ko dekhaa us ne
jism phir chho.D chalaa jism kaa zindaa.n KHaalii
Ghalib Ahmad
Ghazal
ko.ii mile to jannat-e-gum-gashta paa.uu.n mai.n
ko.ii to meraa naam bhii vird-e-zabaa.n kare
Mohammad Javed Anwar
Ghazal
jannat-e-zauq-e-nazar hai dam-e-aaraa.ish-e-husn
zulf-o-shaana kaa baham dast-o-garebaa.n honaa