SEARCH RESULTS
Showing search results for "jasaarat"
Ghazal MATCHES FOR "jasaarat"
Ghazal
jasaarat 'aks pe lab rakhne kii nahii.n karte
bahut hu.aa bhii to palko.n se gudgudii kar dii
Shahzad Qais
Ghazal
hai.n sehr-e-musavvir me.n qayaamat nahii.n karte
ra.ngo.n se nikalne kii jasaarat nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Arslan Abbas
Ghazal
jasaarat-e-suKHan-e-shaa.iraa.n se Darnaa kiyaa
Gariib mashGala-e-qiil-o-qaal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
kis zaruurat ko dabaa.uu.n kise puuraa kar luu.n
apnii tanKHvaah ka.ii baar ginii hai mai.n ne
Nusrat Siddiqui
Ghazal
ye zaruurat hai to phir is ko zaruurat se na dekh
apnii chaahat ko kisii aur kii chaahat se na dekh
Shahid Kamal
Ghazal
'betaab' la.Dkiyo.n kii jasaarat to dekhiye
KHud ko shumaar kartii hai.n sab apsaraa.o.n me.n
Saleem Betab
Ghazal
jasaarat dil me.n kyaa ho fan me.n kyaa ho
mulaazim-pesha hai.n Darte bahut hai.n
Mahboob Khizan
Ghazal
sad-haif zarf valvala-e-dil ke baavajuud
pahlii sii vo jasaarat-o-jur.at nahii.n rahii
Rishi Patialvi
Ghazal
kyaa zer-e-lab dost hai iz.haar-e-jasaarat
haq ho ki vo naahaq ho zaraa lai to ba.Dhaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
Masoom Ansari
Ghazal
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
allaah razaa par tirii raazii hii rahuu.ngii
ho shikva zabaa.n par ye jasaarat to nahii.n hai
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
agar Galat hai jo kuchh us ne mujh se aa ke kahaa
to ye jasaarat-e-tahriif-e-raazdaa.n hogii
Shaad Aarfi
Ghazal
detaa hai ko.ii shoKH badan izn-e-jasaarat
tuu haath ba.Dhaa band-e-qabaa kuchh nahii.n kahtaa
Sajid Raheem
Ghazal
kii hai.n zamiin-e-dil pe mohabbat kii khetiyaa.n
fasl-e-hasad kii ham ne zaraa.at kabhii na kii