SEARCH RESULTS
Showing search results for "javaan"
Ghazal MATCHES FOR "javaan"
Ghazal
tuu apne dil kii javaa.n dha.Dkano.n ko gin ke bataa
mirii tarah tiraa dil be-qaraar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
dil fasurda to hu.aa dekh ke us ko lekin
umr bhar kaun javaa.n kaun hasii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
javaa.n hone lage jab vo to ham se kar liyaa parda
hayaa yak-laKHt aa.ii aur shabaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
aa.iin-e-javaa.n-mardaa.n haq-go.ii o be-baakii
allaah ke shero.n ko aatii nahii.n ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Meena Kumari Naz
Ghazal
haa.n ai falak-e-piir javaa.n thaa abhii aarif
kyaa teraa biga.Dtaa jo na martaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
jab tak ilaahii jism me.n jaan-e-hazii.n rahe
nazre.n mirii javaan rahe.n dil hasii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
itnii hasiin itnii javaa.n raat kyaa kare.n
jaage hai.n kuchh ajiib se jazbaat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vo na aa.e to sataatii hai KHalish sii dil ko
vo jo aa.e to KHalish aur javaa.n hotii hai