SEARCH RESULTS
Showing search results for "jehd-e-farhaad"
Ghazal MATCHES FOR "jehd-e-farhaad"
Ghazal
tuu ne sulataanii-e-jamhuur badal dii.n qadre.n
aaj farhaad ko mushkil nahii.n KHusrav likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jab KHizaa.n aa.ii jaa.n pe khel ga.e
mahram-e-jehd-e-be-karaa.n the phuul
Ameen Rahat Chugtai
Ghazal
ai mujaahid jehd-e-rang-e-KHaaksaarii hai zaruur
to.Dnaa laazim hai pahle is but-e-pindaar ko
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
tah me.n go hikmat-e-parvez hai raqsaa.n lekin
kaam har ek ba-naam-e-Gam-e-farhaad kare.n
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
silsila saa.nso.n kaa yuu.n be-zaabta ho jaa.egaa
raat din piinaa hii jehd-e-laa-baqaa ho jaa.egaa
Hamdoon Usmani
Ghazal
bulandii pastii faqat apnii 'umr Dhalne tak
hai kaar-e-jehd-e-musalsal to saa.ns chalne tak
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
shoKH-baazaarii thii shiirii.n bhii magar
varna farq-e-KHusrau-o-farhaad kyaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Nasir Misbahi
Ghazal
vo jehd-e-jaama-darii hai na fikr-e-baKHiyaa-garii
ajiib haal me.n hai.n aaj tere saudaa.ii
Ram Krishn Muztar
Ghazal
hayaat-e-jehd-e-musalsal me.n kyo.n hai sargardaa.n
zaraa pataa to chale ilm-o-aagahii se hame.n
Naeem Saba
Ghazal
KHariid sakte hai.n duniyaa me.n ishrat-e-parvez
KHudaa kii den hai sarmaaya-e-Gam-e-farhaad
Allama Iqbal
Ghazal
naakaamiyo.n me.n tum ne jo tashbiih mujh se dii
shiirii.n ko dard-e-talKHi-e-farhaad aa gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
kyaa kiijiye is dil kii tasallii ko vagarna
tum aur Gam-e-sheva-e-farhaad karoge
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
dekh KHuun-e-sar-e-farhaad kaa ra.ngii.n patthar
ye nagiina hai banaayaa hu.aa diivaane kaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ab daastaan-e-shiirii.n-o-farhaad chho.D kar
ashfaaq ke bhagat ke KHayaalaat pe likhe.n
Khalid Azmi
Ghazal
jazba-e-jehd-o-amal se zindagii koh-e-giraa.n
be-amal ho zindagii to ret kii diivaar hai