SEARCH RESULTS
Showing search results for "jigar-goshe"
Ghazal MATCHES FOR "jigar-goshe"
Ghazal
ye jigar-goshe bhii jab farmaa.ishe.n le aa.e.nge
bech kar kuchh KHvaab ham aasaa.ishe.n le aa.e.nge
Mohammad Owais Malik
Ghazal
tauba se mai.n KHajil ba-KHudaa-e-kariim thaa
tark-e-gunaah baa.is-e-jurm-e-aziim thaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
kahaa.n kho.ii thii tirii raahguzar likkhii hai
dil ke auraaq pe ruudaad-e-safar likkhii hai
Musarrat Jabeen Zeba
Ghazal
jab se dekhaa hai banaa gosh-e-qamar me.n tinkaa
phaa.ns kii tarah khaTaktaa hai jigar me.n tinkaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
jo tujh se shor-e-tabassum zaraa kamii hogii
hamaare zaKHm-e-jigar kii ba.Dii ha.nsii hogii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
paayaa sar-e-har-zarra jigar-gosha-e-vahshat
hai.n daaG se ma.amuur shaqaa.iq kii kulaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
dil KHuugar-e-Gam aur lab-e-fariyaad hai KHaamosh
ai vaa.e sitam ab sitam-iijaad hai KHaamosh
Qayyum Nazar
Ghazal
kuu-e-jaanaa.n me.n nahii.n ko.ii guzar kii suurat
dil u.Daa phirtaa hai TuuTe hu.e par kii suurat
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dil ke har ek goshe me.n taskiin jis se hai
har kuucha-e-jigar me.n khaTak bhii usii kii hai
Zubair Ahmad Saani
Ghazal
Gam ko dii dil ne jagah dil ko jagah pahluu ne
ek goshe me.n kare.nge ye basar dono.n saath
Nazm Tabatabai
Ghazal
duniyaa se alag ham ne maiKHaane kaa dar dekhaa
maiKHaane kaa dar dekhaa allaah kaa ghar dekhaa