SEARCH RESULTS
Showing search results for "ka.ngan"
Ghazal MATCHES FOR "ka.ngan"
Ghazal
mai.n 'zafar' taa-zindagii biktaa rahaa pardes me.n
apnii ghar-vaalii ko ik ka.ngan dilaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
kaa.nch kii chuu.Dii le kar mai.n jab tak lauTaa
us ke haatho.n me.n sone kaa ka.ngan thaa
Shariq Kaifi
Ghazal
bindiyaa, chuu.Dii, gajraa, ka.ngan ek taraf
sab par bhaarii kaajal dhaarii aa.nkho.n me.n
Jeem Jazil
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Tanveer Ghazi
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Vijay Sharma
Ghazal
sajte hai.n us shoKH badan par saare ra.ng
har ka.ngan us haath me.n achchhaa lagtaa hai
Qamar Aasi
Ghazal
jo saaz-e-sitam har taraf baj rahaa hai
vo paa.el hai chuu.Dii hai ka.ngan hai kyaa hai
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
reshmii chuu.Diyaa.n aisii ki Gazal ke misre
ye khanaktaa hu.aa ka.ngan bhii Gazal jaisaa hai
Qaisar Siddiqi
Ghazal
aise kuchh haath bhii hote hai.n ki jin ke ka.ngan
to.Dne vaale ke ehsaas me.n ga.D jaate hai.n
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
tere ruup ke aage phiike chaa.nd-sitaare bhii
baalii-vaalii ka.ngan-va.gan zevar-vevar kyaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
ai mere haath ke ka.ngan khanak aahista aahista
dha.Dak ai dil dha.Dak lekin dha.Dak aahista aahista
Khushboo Saxena
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
us ke ka.ngan se mohabbat kii khanak aatii hai
zard-ruu raato.n me.n chandan kii mahak aatii hai