SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashiid-e-koshish"
Ghazal MATCHES FOR "kashiid-e-koshish"
Ghazal
'afsar' mire sukuut pe hii munhasir nahii.n
har KHaamushii kashiid-e-navaa-e-KHayaal hai
Khursheed Afsar Baswani
Ghazal
hai kashiid-e-suKHan-e-KHaas vadii.at mujh ko
ghuumtaa phirtaa huu.n ye itr chhi.Daktaa hu.aa mai.n
Irfan Sattar
Ghazal
pii ham ne KHuub 'arsh' kashiid-e-nigaah-o-dil
kis mai-kade kaa dar thaa jo ham par na vaa hu.aa
Arsh Siddiqui
Ghazal
Akhlaq Aahan
Ghazal
kashish-e-husn kii ye anjuman-aaraa.ii hai
saarii duniyaa tire kuuche me.n simaT aa.ii hai
Ahsan Marahravi
Ghazal
kashiid-e-tishnaa-labii qatra qatra piite hai.n
ye aab-e-talKH Gam-e-raftagaa.n se khii.nchte hai.n
Zafar Ajmi
Ghazal
hai be-asar aisii hii jo apnii kashish-e-dil
jii le hii ke chho.Degii ye ik din KHalish-e-dil
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
mai.n dekhtaa huu.n use kaise kaise ra.ngo.n me.n
kashiid-e-ra.ng karuu.n aur baar baar karuu.n
Sabir Zafar
Ghazal
sharaab daana-e-a.nguur se baraabar khii.nch
par ek kuuza kashiid-e-KHayaal kar ke bhii
Arif Imam
Ghazal
kashiid-e-mai pe hai kaisaa fasaad haakim-e-shahr
tirii girah se hai kyaa banda-e-KHudaa jaataa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
KHat-e-shikasta me.n kyaa jaane kab kashiid aa jaa.e
ki saa.ns rok ke kariyo miyaa.n kitaabat-e-ishq
Kamran Nafees
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
huu.n charaaGaan-e-havas juu.n kaaGaz-e-aatish-zada
daaG garm-e-koshish-e-iijaad-e-daaG-e-taaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.o koshish to kare.n gutthiyaa.n suljhaane kii
mas.ale kaise bhii ho.n Gaur-talab hote hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
noche hai.n kabhii ham ne havaadis ke garebaa.n
naakaamii-e-koshish pe kabhii haath male hai.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ba.ad-e-koshish bhii na diidaar kii suurat niklii
chaa.nd badlii se kisii aur bahaane niklaa
Arif Ansari
Ghazal
uThaa na paayaa qadam baavajuud-e-koshish ke
mazaaq u.Daatii rahii raat-bhar thakan meraa
Ali Raza Baloch
Ghazal
hazaar kaavish-o-koshish pe bhii kabhii na khule
vo dost jin ke liye mai.n khulii kitaab rahaa