SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaak-e-dar-e-jaanaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "khaak-e-dar-e-jaanaa.n"
Ghazal
kuucha-e-yaar se uTThe na pareshaa.n ho kar
mil ga.e KHaak me.n KHaak-e-dar-e-jaanaa.n ho kar
Rasheed Rampuri
Ghazal
raunaq-e-ishq hai KHaak-e-dar-e-jaanaa.n honaa
ziinat-e-husn hai zulfo.n kaa pareshaa.n honaa
Wali Kakoravi
Ghazal
Daud Nishat
Ghazal
aa.nkho.n ko tamanna hai KHaak-e-dar-e-jaanaa.n kii
KHaak-e-dar-e-har-kuucha iksiir nahii.n hotii
Aish Meeruthi
Ghazal
Hanif Danish Indori
Ghazal
mujh ko KHaak-e-dar-e-mai-KHaana banaayaa hotaa
phir usii KHaak se paimaana banaayaa hotaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
ham ne KHaak-e-dar-e-mahbuub jo chehre pe malii
qissa-e-dard chhi.Daa baat se phir baat chalii
Saba Jayasi
Ghazal
KHaak-e-dar-e-jaanaa.n hai libaas-e-tan-e-uryaa.n
aashiq tire mohtaaj nahii.n aur qabaa ke
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
mai-kade se dar-e-jaanaa.n kii taraf aa.e hai.n
aaj ham kufr se iimaa.n kii taraf aa.e hai.n
Shadan Badayuni
Ghazal
maayuus ho ke jo dar-e-jaanaa.n se aa.e hai.n
farzaane tang apne dil-o-jaa.n se aa.e hai.n
Sabir Naseerabadi
Ghazal
kitaab-e-sabz o dar-e-daastaan band kiye
vo aa.nkh so ga.ii KHvaabo.n ko arjumand kiye
Sarvat Husain
Ghazal
shariik-e-mahfil-e-daar-o-rasan kuchh aur bhii hai.n
sitamgaro abhii ahl-e-kafan kuchh aur bhii hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
kyaa KHabar is kii haqiiqat se tujhe ai zaahid
sau tajallii kaa mahal hai dar-e-kaashaana-e-ishq
Wali Kakoravi
Ghazal
dil me.n har-vaqt KHayaal-e-dar-e-jaanaana hai
ya.anii ka.abe ke muqaddar me.n sanam-KHaana hai
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
har qadam marhala-e-daar-o-saliib aaj bhii hai
jo kabhii thaa vahii insaa.n kaa nasiib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
shart-e-diivaar-o-dar-o-baam uThaa dii hai to kyaa
qaid phir qaid hai zanjiir ba.Dhaa dii hai to kyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
rivaayaat-e-daar-o-rasan chho.D aa.e
ham ik ishq kaa baa.nkpan chho.D aa.e
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
aatii nahii.n hai manzil-e-daar-o-rasan abhii
phir bhii chalaa huu.n baa.ndh ke sar se kafan abhii
Musavvir Karanjavi
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
jo aa.nkhe.n tire KHaak-e-dar se hai.n raushan
milaayaa hai shaayad mamiiraa ziyaada