SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaak-e-dar-e-jaanaa.n"
Nazm MATCHES FOR "khaak-e-dar-e-jaanaa.n"
Nazm
hum log
KHaaksaaraan-e-dar-e-piir-e-muGaa.n hai.n ham log
ya.anii minjumla-e-saahib-nazaraa.n hai.n ham log
Ali Minai
Nazm
katik ka chand
kis se is dard-e-judaa.ii kii shikaayat kahiye
yaa.n to siine me.n niystaa.n kaa niystaa.n hogaa
Ibn e Insha
Nazm
kaun samjhega is paheli ko
mai.n abhii lauT kar nahii.n aa.ii
dil ne barso.n se ruu-e-aalam kii KHaak chhaanii hai
Janan Malik
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
taqaza
khultaa hii nahii.n ab dar-e-jaanaa.n ye sunaa hai
diivaane kahaa.n jaa.e.n kahaa.n raat guzaare.n
Fareed Ishrati
Nazm
tarana-e-qaumi
marhabaa ai KHaak-e-paak-e-kishvar-e-hindostaa.n
yaadgaar-e-ahd-e-maazii hai tuu ai jaan-e-jahaa.n
Safeer Kakorvi
Nazm
nama-e-jaanan
dar-o-diivaar-e-KHaraabaat vahii hai.n lekin
na kahii.n qulqul-e-miinaa hai na gul-baa.ng-e-subuu
Ahmad Faraz
Nazm
lauh-o-qalam
mai-KHaana salaamat hai to ham surKHii-mai se
taz.iin-e-dar-o-baam-e-haram karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
Garaz tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n jiite hai.n
giraft-e-saaya-e-diivaar-o-dar me.n jiite hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mahfuz asasa
sab ho ga.e ajzaa-e-makaa.n KHaak me.n shaamil
baiThaa huu.n liye dil me.n Gam-e-saqf-o-dar-o-taaq
Akhtar Bastavi
Nazm
KHak-e-gulshan
KHaak-e-gulshan kii azmato.n kii qasam
ab bhii ta.amiir gulsitaa.n kar lo
Zubair Ahmad Hilal
Nazm
tariq ki dua
vo soz us ne paayaa unhii.n ke jigar me.n
kushaad-e-dar-e-dil samajhte hai.n us ko
Allama Iqbal
Nazm
KHak-e-hind
diivaar-o-dar se ab tak un kaa asar ayaa.n hai
apnii rago.n me.n ab tak un kaa lahuu ravaa.n hai