SEARCH RESULTS
Showing search results for "khajil"
Ghazal MATCHES FOR "khajil"
Ghazal
ik shahr-e-aarzuu pe bhii honaa pa.Daa KHajil
hal-mimmaziid kahtii hai rahmat du.aa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
baKHshish ne mujh ko abr-e-karam kii kiyaa KHajil
ai chashm josh-e-ashk-e-nadaamat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai josh-e-girya dekh na karnaa KHajil mujhe
aa.nkhe.n mirii zaruur hai.n aa.nsuu paraa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
naakaamii-e-vafaa kaa namuuna hai zindagii
kuuche me.n tere jo ko.ii aayaa KHajil gayaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
tauba ko mu.nh lagaa ke KHajil hoge tum 'jaliil'
jaam o subuu se aa.nkh milaa.ii na jaa.egii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
kyaa iztiraab-e-shauq ne mujh ko KHajil kiyaa
vo puuchhte hai.n kahiye iraade kahaa.n ke hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
havaa se kah do ki kuchh der ko Thahar jaa.e
KHajil hamaarii ibaarat havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
ho saamnaa agar to KHajil ho nigaah-e-barq
dekhii hai.n uzv uzv me.n vo achpalaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vo gaaliyaa.n hame.n de.n aur ham du.aa.e.n de.n
KHajil unhe.n ye hamaaraa javaab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
araq jab us parii ke chehra-e-pur-nuur se Tapke
KHajil ho gul se shabnam juu.n lahuu naasuur se Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
kis baat se KHajil huu.n sar-e-koh-e-tuur mai.n
taab-e-nazar me.n zauq-e-nazar to nahii.n gayaa
Tariq Naeem
Ghazal
ju.e.n pa.Dii bahtii hai.n jaa dekh gulistaa.n me.n
tujh qad se KHajil ho kar shamshaad bahut royaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
apne 'aibo.n ko 'ayaa.n kar ke KHajil huu.n lekin
ye jasaarat bhii agar kii hai to kii hai mai.n ne