SEARCH RESULTS
Showing search results for "khajil"
Nazm MATCHES FOR "khajil"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
Takraa.ii jab bhii mujh se KHajil sarvarii hu.ii
yuu.n hai tire faqiir kii jholii bharii hu.ii
Josh Malihabadi
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
aasmaa.n markaz-e-taKH.iil-o-tasavvur kab tak
aasmaa.n jis se KHajil ho vo zamii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
aa.e nazar uluum-e-jadiidah kii raushnii
jis se KHajil ho nuur ruKH-e-mehr-o-maah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
but-saz
tab kahii.n surKHii-e-ruKHsaar huvaidaa hogii
mai.n ne tayyaar kiyaa KHaak-e-kavaakib se KHamiir
Akhtar Usman
Nazm
zinda rahne ka ye ehsas
ha.nsne ke jitne maqaam aa.e ha.nsaa
bas mujhe rone kii saa.at pe KHajil honaa pa.Daa
Shahryar
Nazm
ban-bas
dasht-e-be-ra.ng se dard ke phuul chuntii hu.ii zindagii
KHauf-e-vaamaa.ndgii se KHajil
Iftikhar Arif
Nazm
mushaera
ticket KHariid ke jo ahl-e-zauq aa.e hai.n
vo aaKHirii safo.n me.n KHud-baKHud samaa.e hai.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
qabil ka saya
KHudaa ke KHauf se apne gunaaho.n par KHajil ho kar
vo paiham girya kartaa thaa
Sahar Ansari
Nazm
mujhe yaad hai
tirii aarzuu se KHajil huu.n mai.n
mujhe apne ahd kaa paas kuchh bhii nahii.n rahaa
Mughni Tabassum
Nazm
taga taga mujhe kaun khole
un ke raasto.n me.n kahii.n raah-e-gum-karda rahrav kii suurat
KHajil aur kam-raKHt rahne lagii
Mahnaz Anjum
Nazm
gidh
jo majma.a se uTThaa thaa mard-e-qalandar
KHajil ho ke bolaa sadaa-e-KHafii se