SEARCH RESULTS
Showing search results for "khale"
Ghazal MATCHES FOR "khale"
Ghazal
banegaa mehr-e-qayaamat bhii ek KHaal-e-siyaah
jo chehra 'daaG'-e-siyah-ruu ne aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ik KHaal-e-suvaidaa me.n pahnaa.ii-e-do-aalam
phailaa ho to aisaa ho simTaa ho to aisaa ho
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
KHaal-e-lab-e-shiirii.n kaa diyaa bosa kab us ne
ik chaaT lagaane ko mire niishkarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
bis ki hairat se zi-paa uftaada-e-zinhaar hai
naaKHun-e-a.ngusht-e-but KHaal-e-lab-e-biimaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
nazar aane lage apne hii KHad-o-KHaal-e-zavaal
aur dekhaa karo aa.iina banaa kar us ko
Irfan Siddiqi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
juz dil suraaG-e-dard ba-dil-KHuftagaa.n na puuchh
aa.iina arz kar KHat-o-KHaal-e-bayaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qadam huzuur ke aa.e mire nasiib khule
javaab-e-qasr-e-sulaimaa.n Gariib-KHaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHaal-e-aariz dekh lo halqe me.n zulf-e-yaar ke
maar-e-mohra gar na dekhaa ho dahan me.n maar ke
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pinhaa.n hu.aa hai KHaal-e-KHat-e-mushk-baar me.n
miltaa nahii.n hai Dhuu.nDhe se naafaa tataar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
maddaah-e-KHaal-e-ruu-e-butaa.n huu.n mujhe KHudaa
baKHshe to kyaa ajab ki vo nukta-navaaz hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dikhlaa na KHaal-e-naaf tuu ai gul-badan mujhe
har laala yaa.n hai naafa-e-mushk-e-KHutan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
pa.D jaa.e KHadd-o-KHaal-e-manaazir pe raushnii
itne qariib se bhii nazaara na chaahiye
Shaad Aarfi
Ghazal
Jawed Ahmad
Ghazal
vo kaalaa chor hai KHaal-e-ruKH-e-yaar
ki sau aa.nkho.n me.n dil ho to churaa le