SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalq"
Ghazal MATCHES FOR "khalq"
Ghazal
KHalq kii be-KHabarii hai ki mirii rusvaa.ii
log mujh ko hii sunaate hai.n fasaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
dilbarii Thahraa zabaan-e-KHalq khulvaane kaa naam
ab nahii.n lete parii-ruu zulf bikhraane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
apnii galii me.n mujh ko na kar dafn ba.ad-e-qatl
mere pate se KHalq ko kyuu.n teraa ghar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
KHalq kahtii hai jise dil tire diivaane kaa
ek gosha hai ye duniyaa isii viiraane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
sitam to ye hai ki ahd-e-sitam ke jaate hii
tamaam KHalq mirii ham-navaa nikaltii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
sun to sahii jahaa.n me.n hai teraa fasaana kyaa
kahtii hai tujh ko KHalq-e-KHudaa Gaa.ebaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
chho.Duu.ngaa mai.n na us but-e-kaafir kaa puujnaa
chho.De na KHalq go mujhe kaafar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
saabit hu.aa hai gardan-e-miinaa pe KHuun-e-KHalq
larze hai mauj-e-mai tirii raftaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n aaj sar-e-aatish-e-namruud kha.Daa huu.n
ab dekhiye ye KHalq-e-KHudaa kyaa mujhe samjhe
Rasa Chughtai
Ghazal
kal kuucha-e-qaatil me.n jo thaa KHalq kaa majma.a
khaa.e hu.e us haath kii talvaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
dil-e-naa-mutma.in aisaa bhii kyaa maayuus rahnaa
jo KHalq uTThii to sab kartab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye vaqt kis kii ra.uunat pe KHaak Daal gayaa
ye kaun bol rahaa thaa KHudaa ke lahje me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham to badnaam-e-mohabbat the so rusvaa Thahre
naaseho.n ko bhii magar KHalq-e-KHudaa jaantii hai