SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalq"
Nazm MATCHES FOR "khalq"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jo mai.n bhii huu.n aur tum bhii ho
aur raaj karegii KHalq-e-KHudaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
yuu.nhii hamesha ulajhtii rahii hai zulm se KHalq
na un kii rasm na.ii hai na apnii riit na.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
arsh-e-mo.allaa se kam siina-e-aadam nahii.n
garche kaf-e-KHaak kii had hai sip.har-e-kabuud
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar(3)
mai.n sail-e-nuur-e-andruu.n se dhul gayaa!
mire daro.n kii KHalq yuu.n galii galii nikal pa.Dii
Noon Meem Rashid
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
ai na.e saal bataa tujh me.n nayaa-pan kyaa hai
har taraf KHalq ne kyo.n shor machaa rakhaa hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
roTiyan
jis jaa pe haa.nDii chuulhaa tavaa aur tanuur hai
KHaaliq kii qudrato.n kaa usii jaa zuhuur hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
tum chup ho to kis tarah se chup ho
jab KHalq-e-KHudaa azaab me.n hai
Ahmad Faraz
Nazm
sachche watan-parast ka git
abr-e-tar ashk bahaa.egaa mire laashe par
KHaak u.Daane ke liye baad-e-sabaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
iqbaal
sunsaan raahe.n KHalq se aabaad ho ga.ii.n
viiraan mai-kado.n kaa nasiiba sa.nvar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chadar aur chaar-diwari
na sog me.n huu.n ki us ko o.Dhuu.n
Gam-o-alam KHalq ko dikhaa.uu.n
Fahmida Riaz
Nazm
dildar dekhna
KHaalii hai.n garche masnad o mimbar, niguu.n hai KHalq
ro.ab-e-qabaa o haibat-e-dastaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shaer log
dukh-bharii KHalq kaa dukh-bharaa dil hai.n ham
tab.a-e-shaa.er hai ja.ngaah-e-adl-o-sitam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHushamad
jo KHushaamad kare KHalq us se sadaa raazii hai
haq to ye hai ki KHushaamad se KHudaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
id
aaGosh-e-KHalq gul-badano.n se bhare tamaam
KHaalii rahaa par ek hamaaraa kanaar aah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
pand-nama
ai majaaz ai mubassir-e-KHad-o-KHaal
ai shu.uur-e-jamaal o sham-e-KHayaal