SEARCH RESULTS
Showing search results for "khamyaaza"
Ghazal MATCHES FOR "khamyaaza"
Ghazal
kuchh to paa.e.nge us kii qurbato.n kaa KHamyaaza
dil to ho chuke Tuk.De ab saro.n kii baarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
dekhii vafaa-e-fursat-e-ranj-o-nashaat-e-dahr
KHamyaaza yak-daraazi-e-umr-e-KHumaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
be-dimaaGii shikva-sa.nj-e-rashk-e-ham-diigar nahii.n
yaar teraa jaam-e-mai KHamyaaza meraa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
rahm khaa kar 'arsh' us ne is taraf dekhaa magar
ye bhii dil de baiThne kaa mujh ko KHamyaaza lagaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
naa-umiidii ne ba-taqriib-e-mazaamiin-e-KHumaar
kuucha-e-mauj ko KHamyaaza-e-saahil baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
mai-KHaana-e-jigar me.n yahaa.n KHaak bhii nahii.n
KHamyaaza khii.nche hai but-e-be-daad-fan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
KHamyaaza hai karishma-parasti-e-dahr kaa
ahl-e-zamaana aalam-e-uqbaa kahe.n jise
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dilo.n ko dard kii tahziib se aabaad rakhtii hai
mohabbat me.n kisii ko ko.ii KHamyaaza nahii.n hotaa
Ashfaq Husain
Ghazal
band-e-qabaa ko KHuubaa.n jis vaqt vaa kare.nge
KHamyaaza-kash jo ho.nge milne ke kyaa kare.nge